Payment ke baad aapko ek form bharna hoga.
Har application hamari team personally review karti hai.
Agar aap select hote hain to hamari team aapse contact karegi. Agar nahi, to aapka booking amount pura refund ho jaata hai.